Friday, May 18, 2007

Yaadein..!

Ye raat Ye chandni phir kahan sun ja dil ki dastan..

Chalo ek baar phir se aznabee ban jaye hum dono..

Zindagii bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat..ek anzaan hasina se mulakat ki raat..

Abhi na Jao chhorr kar ke dil abhi bhara nahin..

Allah tero naam ishwar tero naam sabko sanmati de bhagwan

Choo Lene do nazuk hothon ko..kuchh aur nahin hai zaam hai yekudrat ne jo humko bhaksha hai..woh sabse hasin inaam hai ye..

Man re tu kaahe na dheer dhare?

Main Pal do pal ka shayar hoonpal do pal meri kahani hai
pal do pal meri hasti hai pal do pal meri zawani hai..

Paanv chho lene do phoolon ko inayat hogi..warna humko hi nahin..inko bhi shikayat hogi..

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai

And then

Bichade sabhi baari baari...

Bichade sabhi.... baari

baari !!


Rememberance of my dad narrating me Sahir's life stories while listening to these songs takes me lonnnnnnng back..!!

"Aao ki koi Khwaab bune kal ke vaaste
Warna ye raat aaj ke sangiin daur ki
Das legi jaan-e-dil ko kuchh aise ki jaan-e-dil
taa umr phir na koi haseen Khwaab bun sake "
(SAHIR )